Teri karam kahani,
Teri atma bhi jaane,
Paramatma bhi jaane, Paramatma bhi jaane.
Jag jise kehte hain,
Karamon ki kheti hai.
Jaisa beej boye,
Use waisa phal deti hai.
Tune boya tha kya prani...
Teri atma bhi jaane
Paramatma bhi jaane, Paramatma bhi jaane.
Kitne hi jatanon se,
Paap kamaye tu.
Kitne hi jatanon se,
Bhed chhupaye tu.
Kahaan chhupega tu prani...
Teri atma bhi jaane,
Paramatma bhi jaane, Paramatma bhi jaane
Prabhu ke dware tera,
Aana hi bahut hai.
Khol ke na bol,
Pachhtana hi bahut hai.
Teri vipada purani...
Teri aatma bhi jaane,
Paramatma bhi jaane, Paramatma bhi jaane.
Teri karam kahani,
Teri atma bhi jaane,
Paramatma bhi jaane, Paramatma bhi jaane
PS: Picked from my favorite bhajan.
Thursday, August 24, 2006
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
4 comments:
I really liked ur post, thanks for sharing. Keep writing. I discovered a good site for bloggers check out this www.blogadda.com, you can submit your blog there, you can get more auidence.
Nice:)
Can someone translate this song in English?
Yes, please do translate into English!
Post a Comment